‌Pradhanmantri kisan samman nidhi yojana ko le kr ab sarkar ne do sabse bade update jari kr diye h. sarkar ne alaan krdiya h ab kisano ke account mein 2  hazar rupiya ane wala h. yani is 25 tarik kisano ke account mein sarkaar transfer kr skti h .dosto is update mein kisan bhaiyo ko 4 hazar rupiya jo jari kiya h .wah prapt hoga or aise bhi kisan h jinhe do do hazar rupiya mileange . iske alava pm kisan yojana se jure huye aise bhi log h jinhe is baar rupaye prapt nhi hogi. toh chalye start krte h. apka zyada samay nhi lete h .

sabse pehle main apko sabut dikha deta hu pyare sathiyo . ye main apko sabut dikha raha hu pure ankon ke samne achuka hu . kisan ki mehnat ko de rahi h mazboti ka adhar dekhye pm kisan samman nidhi abhi ap yaha pe dekhiye . 11 crore 30 lakh kisan h jinhe pm kisan sammandhi yojana se 6 hazar just ki prapt hone wali h . or aise kisan h jinhe 4 hazar rupaye ke kist bhi prap hone wali h .ye 4 hazar rupaye kin kisanon ko milega iss mein main bataunga .


PM KISAN SAMMAN NIDHI YOJANA 11TH KIST KAB AYEGI

jo kisano ke account me paisa jayega jinki sankhya 11 crore 30 lakh h . wo dost amount yaha pe ap dekh skte h 1.82 lakh crore rupiya ye paise sidha kisano ke account mein sarkar bhej ne jari h . ab dosto pradhanmantri kisan samman yojana ke tahed ye bade update yaha pe darj kiye h. pehla update ap yaha pe dekh skte h.

jisme yaha pe kaha gaya h ki pm kisan ke liye 6 hazar salana sarkar de rahi h .jisme mahamari ke daoran sarkar ne 30 lakh crore rupiya  kharch kiya h. yani jo akra yaha pe dekh rahe us akare ke mutabik . 11wi kist ka amount yaha pe kitne kisano ke account mein jayega 11 crore 30 lakh h .ab dosto kin kisano ko 4 hazar milega chalye ye bhi apko bata deta hu .pradhanmantri kisan samman yojana  11 kist kab ara h .us tarik ka alaan hogaya h kisan bhaiyo ke liye yaha sabse badi khus khabri nikal kr arahi h .sathiyo taza update jo aya uske anusar  jaise maine kaha h. 11 crore 30 lakh kisano ke khato mein sarkaar ke taraf se .

1 crore 82 lakh rupiya sidha transfer kiya jayega . pm kisan scheme se judi huyi 11 crore se adhik kisano ke khate mein is baar jaha ek taraf 2 hazar rupaye bhejne ki taiyari sarkar ne krli h. wahi is baar aise bhi kisan h jinhe is baar sarkaar ke taraf se 4 hazar rupiya ka kist milne ja raha h , akhir kaar sarkar kin kisano ke kha to nein 4 hazar rupiya bhejne ki taiyari kr rahi h. uske baare mein ap logon ko bata ya jayega sath hi wo kisan kon kon h .


Kisan Yojana 11 kist Installment

jinhe ye kist nhi milega unke baare mein bhi bataya jayega sathiyo agr apne nhi kiya toh ap zarur krle . kyu ki main apko sabhi jaankari  ke madhyam se pahucha dunga. sabhi kisano ke liye pradhanmantri kisano samman yojana ke under 6 hazar rupiya salaana ki madat diye jari.

Or lagatar kai warso se kisan bhaiyo ko pradhanmantri Narendra modi ki sarkaar ke duawara ye lab diya ja raha h . sarkaar ke taaza update ke anusaar mahamari ke dauran dosto 1.3 lakh crore rupiya ki rashi hastaar vises kr chote kisano ko. iska laab pahucha gaya . or sarkaar ne iska benefit sabhi ko diya sarkaar ne . ye rupiya sabhi ko pahuchane ke liye unke liye benefit sidha account mein bheja h .

paisa dvt pe tahed bheja h kisano ke account mein. jo pehle sarkaar ki duwara bheja h .ab baat arahi h 11 kist ki toh ye apko 2hazar krke bheja jayega toh ab baat aati h. jo 11 kist usme wo konse kisaan h jinhe 4 hazar milne wala h .toh apka sawal ka jawab milne wala h .isi samman adhaar vote dhache ke vikaas ke liye 1 lakh crore rupiya dene ka alaan kiya h. dosto agr koi kisan bhai sarkaar se rind lena chahta h .



toh wo 1lakh crore ka jo budget h usse le skta h .sathiyo kisan bhaiyo ke liye sarkaar ne ye alaan kiya .agr koi kisan rind lena chahta h .toh wo prapt kr skta h apki jaankari ke liye bata de .11 hazar 632 aise project h jo kisan yojana se jude huye h .Or jo kisano ke liye bane h. iske liye dosto 8 hazar 585 crore rupiya current dene ki anumati di ggayi h .

sarkaar ne kaha h ki hm kisano ko 8 hazar 585 crore rupiya deange .jisse ki woh apni stiti ko sudhar sake apke jaan kari ke liye bata de .ki desh bhar ki manli ka jo digital ekkikaran h .uski bhi bana ne ki rakha gaya h. 8.37 dosto yaha pe panjana ho chuke h . jisme kisano ki sankhya lag bhag badh rahi h. dusra ye naam platform padh abhi tak 1.87 lakh vepari hi hogaye h. iske alava mere pyare sahtiyo pradhanmantri kisan samman nidhi yojana ke tahed. 4 hazar kin kisano ko milega Chalye ab jaan lete h.

sathiyo kisan yojana ke tahad kin kisano ko sarkaar ki taraf se 4 hazar rupiya milne ja raha h . Chal ye sabse pehle unke baare mein apko jaankari se avgad kara dete h .pyare sathiyo ab apko yaha pe samjhna hoga 4 hazar rupiya kis trah se kisaano ko deti h. jab sarkaar mein 10 wi kist kisan bhaiyo ke account mein bheji thi .tab bhi isi prakar se 4  4 hazar rupiya diye gaya  tha .jab 10 wi kist di gayi thi tab bhi 4 hazar mile tha .9 wi kist diya gaya tha tab bhi 4 hazar mila tha .lekin ap mein se bahot aise kisan h jinhe iske baare mein jaan kari nhi h. agr apko jaan kari hoti tab ap 2 hazar rupiya se zyada 4 hazar apne bank khate mein arjit kara skte the .



ye paisa sarkaar un kisano ko deti h ab apko sunna hoga jo aane wali kist se pehle apna registration karate h . apko smj aya kuch agr ap paisa lena chahte h. toh yaha pe bataya h ane wali kist se pehle apko naya registration karana hoga. yani maan lijiye pehle kisan yojana mein avedhan kiya tha .dekhye agr apne shuru mein hi 1saal pehle ya dedh saal pehle ya 2 saal pehle kisan yojana mein avedhan kiya tha . parantu uska laav nhi milra parantu apne avedhan toh kiya tha .magar koi bhi kist nhi mil rahi h .

agr ap 11 kist ya 12 kist milne se pehle apna registration kara lete h. toh sidha apko sarkaar ke taraf se 2 hazar rupiya ke jaga sidha 4 hazar rupiya milega. Or 2 kisto mein apko laav apko diya jayega ek sath ane wali kist se pehle . apko 2 hazar milega Or usse pehle bhi thi kist ka laav 2 hazar rupiya bhi apko diya jayega . ye pradhaan sarkaar mein apko diya jayega ye subhidha sarkaar ne apko diya h . ab apko smjh mein nhi ayega main firse apko explain krna chahunga . 11 kist ane wali h agr apne 11 se pehle apna registration karaya h toh . apko 2 hazar milenge Or jo 2 hazar rupiya milenge ye jo 10 kist h jin kisano ko mil gaya unhe prap nhi hoga laav. jin kisano ko nhi mila h.



Or unhone registration karaya  toh unko kisan dedega pradhanmantri kisan samanye yojana ke tahed kisan bhai abhi tak apna kyc nhi karaye h. toh kara lijiye warna apka laav ruka rahega isliye ye e-kyc zyada zaroori ye ekyc agr apna nhi karayenge toh apko koi wisai mein kist nhi di jayegi . agr ap kisan yojana ka laav lena chahte h toh apko ye krna hi hoga . warna ap bahar ho skte h iske alava apko 11 12 13 kist lena chahte h . toh iske liye apko ekyc toh karana hi hoga nhi karate h . toh apko benefit nhi mil payega . agr apke maan mein koi sawal h. toh kr skte h media report ke anusar bata jara h . ki is mahine ke 25 tarik tak ya 25 tarik se pehle bhi aa sakta h.

yani jinka 25 tak agaya toh thk h warna uske baad bhi askta h . kisan scheme se juda hua koi doubt h koi sawal h toh ap kr skte har swal ka jawab milega . agr ap naye h toh krle main apko milta hu agle update mein